October
1

Jab Tak Hai Jaan Poem – Gulzar’s Lyrics

Teri aankhon ki namkeen mastiyaan
Teri hansi ki beparwah gustaakhiyaan
Teri zulfon ki lehraati angdaaiyaan
Nahin bhoolunga main
Jab tak hai jaan. Jab tak hai jaan Tera haath se haath chodna
Tera saayon ka rukh modna
Tera palat ke phir na dekhna
Najin maaf karunga main
Jab tak hai jaan, Jab tak hai jaan

0 comments:

Post a Comment